¯¯¯वो जो आवारा दिखाई देता हैशख़्स मुझसा दिखाई देता हैअब नहीं आता शोर भीड़ काअसली चेहरा दिखाई देता हैबेवजह की तुम्हारी मुस्कानेंसच मुंह पे दिखाई देता हैना टटोलो जेब तुम अपनीदिल है छोटा दिखाई देता हैखड़ी रहने दो दीवार 'भरत'छुपा है क्या दिखाई देता है | ¯¯¯Wō jō āwārā dikhā'ī dētā haiShaḵẖs mujhsā dikhā'ī dētā haiAb nahīṁ ātā śōr bhīṛ kāAslī chēhrā dikhā'ī dētā haiBēwajah kī tumhārī muskānēṁSach munh pē dikhā'ī dētā haiNā ṭaṭōlō jēb tum apnīDil hai chōṭā dikhā'ī dētā haiKhadī rahanē dō dīwār 'Bharat'Chupā hai kyā dikhā'ī dētā hai |
13/3/12
wō jō āwārā dikhā'ī dētā hai /वो जो आवारा दिखाई देता है
at
3:35 pm
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
dil ko chhuti rachna ...bhaiya.... aabhar
जवाब देंहटाएं